Posts

real love meaning for prophet muhamad sallahualeh wasalam

hazrat anas radi allah se riwayat hai ke hazrat sallallah aleh wasallam naay farmaya tum mein se koi shakhs imandaar (iman) walla nah ho ga jab taq is ke waalid aur is ki aulaad aur tamam logon se ziyada is ke dil mein meri mohabbat nah ho jaye .   Sahih al-Bukhari 15 keynote: iman k liye sabse phele mohabbat chaiye rasool allah se phir amal.imaan naho toh koi amal allah k nazdik khoobul nahi isliye hum mai chaiye ki rasool se mohabbat kerre aur phir amal rasool se mohabbat ye ki unn ki ittahat aur farmadari  keri jahye

kon sa islam behtar hadees sharif in hindi

hadees sharif in english A man asked the Prophet (ﷺ) , "What sort of deeds or (what qualities of) Islam are good?" The Prophet (ﷺ) replied, 'To feed and greet those whom you know and those whom you do not Know. hadees sharif in hindi woh hazrat abdullah bin umar bin Aas razi Allah anhuma se ke aik din aik aadmi naay Anhazrat sale Allah aleh wasalam se poocha ke kon sa islam behtar hai? farmaya ke tum khana khilao, aur jis ko pehchano is ko bhi aur jis ko nah pehchano is ko bhi, algaraz sab ko salam karo . hadees sharif in urdu ہم سے حدیث بیان کی عمرو بن خالد نے ، ان کو لیث نے ، وہ روایت کرتے ہیں یزید سے ، وہ ابوالخیر سے ، وہ حضرت عبداللہ بن عمرو بن عاص رضی اللہ عنہما سے کہ  ایک دن ایک آدمی نے آنحضرت صلی اللہ علیہ وسلم سے پوچھا کہ کون سا اسلام بہتر ہے ؟ فرمایا کہ تم کھانا کھلاؤ ، اور جس کو پہچانو اس کو بھی اور جس کو نہ پہچانو اس کو بھی ، الغرض سب کو سلام کرو ۔ bukhari sharif urdu Sahih al-Bukhari no: 12

kaun sa islam afzal hai Hadees in urdu

Hadees in urdu  Hadees in hindi kon sa islam afzal hai? unhon ney Abu musa razi Allah anho se, woh kehte hain ke logon ney poocha ya rasool Allah ! kon sa islam afzal hai? to nabi kareem sale Allah aleh wasallam ney farmaya woh jis ke maan-ne walay musalmanoon ki zabaan aur haath se saaray musalman salamti mein rahen . sahi bukari hadees no:11

WHAT IS ISLAM ? ISLAM KYA HAI hadees sharif in urdu

roman urdu hadees sharif in urdu  WHAT IS ISLAM? ISLAM KYA HAI hazrat abdullah bin Umar razi Allah anhuma se rivayet ki ke rasool Allah sale Allah aleh wasallam ne farmaya islam ki bunyaad paanch cheezon par qaim ki gayi hai. awwal gawahi dena ke Allah ke siwa koi mabood nahi aur bayshak hazrat Mohammad sale Allah aleh wasallam Allah ke sachey rasool hai aur namaz qaim karna aur zakaat ada karna aur hajj karna aur ramadaan ke rozay rakhna . islam panch cheez kha naam hai  awwal gawahi dena ke Allah ke siwa koi mabood nahi aur bayshak hazrat Mohammad sale Allah aleh wasallam Allah ke sachey rasool hai. namaz qaim karna  aur zakaat ada karna  aur hajj karna aur  ramadaan ke rozay rakhna . bukhari sharif urdu Sahih al-Bukhari hadees no:8 iss per joh emaan laye aur amal kere toh woh islam din kha maane wala khaye laye gah. aur musalman bhi. is kho post zahdha se zahdha share kerre aur ilm mai deen kho aam kerre apni rai comment ker...